Qom
e jinnat Allah izzo jal ki takhleek shuda aik azad makhlooq hay. Jin
nek or bad dono tarah kay hein. Naik jinnat islam or bad jinnat hindu,
isayat, yahoodi mazhab say talluq rakhtay hein. Naik jinaat ko musakkhir
karna amil kay liye bohat mushkil hota hay jabkah sharer jinnat sifli
amal kay tehat najaiz sharayat per asani say jadugar kay kabzay mein a
jatay hein. Jadugar in say gharon mein pathar phinkwana, khon kay
chattay lagwana, or doosray bad kaam leta hay. Dil matlanay lagta hay,
tabiyat yakdam bigar jati hay. Sar dard shuro ho jata hay or kabhi
janwaron kay reengnay ya parindon ki parpharahat ki awazein sunai deti
hein.
Surah Al-Haj verse no 06,
Surah Al-Haj verse no 06,
SPIRITUAL CURE: is jadu se nijat pany k liy her
namaz k bad awal-akhir 7 bar Durood Sharif,111 bar in ayat mubaraka ko
41 roz tak parh kar pani per dam karin aur penay k liy istamal
karin.41 roz ye amel karny se jadu ka asar zail ho jay ga.
No comments:
Post a Comment